Friday, December 5, 2014

zindgi ki raah me

Zindagi ki rah mein raaste badal jate hain
Waqt ki aandhi mein insaan badal jate hain
Sochte hain tumhe itna yaad na kare lekin
Aankh band karte hi irade badal jate hain

No comments: